Ajj Ham bat karenge ki kodular me in app product kyse lagate hai to iss blogge ko pura parhe is blogge me apko image se bhi bataya hai ki kyse kare
Sabse palhe apko google play console open karna hoga uske bad setting me click karna hoga then Payments profile me than Manage settings click karna hoga
Merchant ID ko copy rakh lena hoga .


Isske bad Apko License testing me click karna hoga then License testing create karna hoga aur isse bhi copy karna hoga. aur alag file me save karke rakh lena hoga.

then Jiss bhi app me apko in app product lagana hai uss app ko open karna hai then Monetization setup me click karna hai uske bad Licensing ko copy karke rakh lena hoga.

Ye sab Ko Copy karke alag File me rakh lena hai.iske Bad Kodular open karna hai aur app achha se app design karna hai. Then image ko dekhye ki kyse blog likhna hai.


! Product id me bhi License testing hi uss karna hai.
Then app ko create karna hai usse Download karna hai aur usse play console me uploade karna hoga. To play console open karna hai jiss bhi app me upload karna hai uss app ko open karna hai. Then in app product me click karna hai. uske bad upload a new APK me click karna hai.
Clack karne ke bad new page khulne ke bad Alpha me manage track me click karna hoga.click karne ke bad JO app kodular se download kiya tha usse Uploade karna hai.



App upload karne ke bad apko google play sonsole kew taraf se apko mail ayega. Jo bolenge ki ab app in app product use kar sakte hai. To ab ap in app product me click karenge aur product Id create karenge jisme price apko khud set karna hoga aur Id bhi ap ko hi create karna hai.
Id creat karne ke bad kodular ko open karna hai usme blocks me some changes karna hai jo image me dikhaya gaya hai apko .



Issab changes ke bad phir se kodular se app download karna hai aur app ko play console me Production karna hai. na ki testing me

app Production me uploade karna hai apne app ko last me.